Sunday, 25 November 2018

26-11-2018                                                                                                          00:01
dear diary,
kal25-11-2017 ko poor 1 sal ho gya hume mile hue.. but inn ek saal mai kabhi umeed nai ki thi ki hum hamesha hamesha ke liye alg ho jayenge...
pata hi nai chala hum kab alg hue..
kyu hue..
bas farman aaya aur...

koshish bhi ki but fail....
kami hai na mujhme bhut kami hai......
manti hun nai samaj aata ki samne wala kya chaata hai.. hn nai samaj pay inn 3 saalo mai... koi bhagwan hun kya jo mann mai chal raha hai samaj paun...
kaii baar toh samaj hi nai aata


mai apne apko hi nai samj paii... hadd hai yarr... sach hai sahi bolte ho nai hai understanding mujhme...

mai rooti hun mujhe nai pata ki bhuk lagi hai isliye roti hun ya chidchidate hun yehii mujhe baad mai pata chala..
khud sochna chaiye ki jab mai khud ko nai samaj paii toh kisi aur ko kaisey samju..


koi nai mai nai kar patti..
hn bhut kami hai mujhme ...

mai khin ghumne jaun toh tumhe koi fark nai padta... koi feeling nai hai  tume ..enjoy kar rahi ho apni life ko... aur jab khud  dosto ke saath enjoy karte ho...badia yarr
ab iss baat ka bolo toh jhagda karte hoo ...

my foot mai koi baat rakhu toh jhagda  ke naam kutch bhii..

khud alag hona chahte ho toh mai kya krru...
mil gyi hogi ayushi ya anchal ya koi aur...


acha haai nai ho normal ab

kutch din aur baasss

jis din jeena sekh lungi na fir kabhi nai mud kar dekhungii..



fir mann mai yaahi khyl aata hai ki "kash mujhe tumhare bina jeena aata"


plz bhawan ji plz mujhe uske bina jeena seeekha doo..

sachi mujhe likhte hue bhi bhut haasi aa rahi hai yarr..
kya karuu



deeksha..

No comments:

Post a Comment